bihar me byapak paimane par bhrastachar pichhale pach chhah varso me badha hai,nitish kumar bhrastachariyo k sanrakchhak bane huye hain.karmik or prasasanik vibhag nitish kumar k pas hai.janta darbar me lakho mamale prakash me aate rahate hain parantu ab tak ak pratisat ka bhi result nahi aaya.